Monday, 4 May 2015

Main apni Zaat main dooba hua tanha musafir hun

(Alone Star)

Main apni Zaat main dooba hua tanha musafir hun
Sabhe han eik dojay k kisi ka kuch nahi hun main
..
..
Dahakta hai maray dil main kisi ki yad ka soraj
Tapash sehta hun bs har shab kabi soya nahi hu ma
..
..
Koi janay to phir kasy mari dharkan ka sona pan
Hai kya madfan maray andar ayan karta nahi hun main
..
..
Yeh dil papi purana hai sanbhal jaye ga khud eik din
Muhabbat bheek main layney ka ab Qail nahi hun main
..
..
Muqayad hai har eik anso hansi k shokh manzar main
Buhat tarpa hun main "hafiz" magar roya nahi hu ma

"%My Life My Rulez"%"

Saturday, 2 May 2015

Chup Chap Bikharnay Ka Hunar Seekh Raha Hun


"My Life My Rulz"



Chup Chap Bikharnay Ka Hunar Seekh Raha Hun
Taray Dard Main Rehnay Ka HUnar Sekh Rha HUn

Eik AAg Musalsal Tari Yado'n Ki Jala Kar
Gham.e.dill K Bhalnay Ka Hunar Sekh Raha hun

Ab Koi Jaam.e.shifa Mujh Ko Pila Do logo
Kitnay Barso,n sy Ma penay Ka Hunar Sekh Raha Hun

Eik Hijar Hmasha Rag.e.jan Main Basa Hai
Is Hijar Main Rehnay Ka Hunar Sekh Raha Hun

Kitna Mushkil Hai Taray HIjar main hona "HAfIz"
Apnay Honay Main Na Honay Ka Hunar Sekh Raha Hu

"ALONE STAR"