(Alone Star)
Main apni Zaat main dooba hua tanha musafir hun
Sabhe han eik dojay k kisi ka kuch nahi hun main

..
..
Dahakta hai maray dil main kisi ki yad ka soraj
Tapash sehta hun bs har shab kabi soya nahi hu ma
..
..
Koi janay to phir kasy mari dharkan ka sona pan
Hai kya madfan maray andar ayan karta nahi hun main
..
..
Yeh dil papi purana hai sanbhal jaye ga khud eik din
Muhabbat bheek main layney ka ab Qail nahi hun main
..
..
Muqayad hai har eik anso hansi k shokh manzar main
Buhat tarpa hun main "hafiz" magar roya nahi hu ma

"%My Life My Rulez"%"
No comments:
Post a Comment